Showing posts with label Shayari SMS. Show all posts
Showing posts with label Shayari SMS. Show all posts

Thursday, April 28, 2011

Bewafaa bohot anmool hotay hain

Agar muhabbat ki tijarat ka itna shauq hai to,
Yeh baat bhi jaan lo “Aye Dost”
Yahaan wafa ka koi mool nahin hota,
Aur
Bewafaa bohot anmool hotay hain!

Shayari SMS Sad

Chup ho kis waja say, hamain maloom nahiin magar…
Dil doob sa jata hai, jab tum yaad nahiin kartay…
Submitted By: Niraj Singh